All Technology information and gadget reviews and and technically news share in this blog we can use it any information on your personal used

Friday, March 9, 2018

How to get desktop mode in chrome, firefox, puffin and UC browser in Hindi


Android mobile phone me desktop mode kaise enable kare - chrome, firefox, puffin and UC browser in Hindi



Hello friends Aaj Hum baat karne wale hai ki Chrome, Firefox, puffin and UCBrowser mein kisi bhi website ko desktop version site Main Kaise use karte hain .




Desktop mode keya hai ?

:- aaj ke time mein internet par bahut sari websites available hai aur har website ko alag Tarah Se design Kiya jata hai Jise mobile me open karne par alag Tarah Se Se Dikhai deti hai aur aur computer par open karne par Kuch Alag Tarah Se Dikhai Deti Hai , 
To website ko computer Ki Tarah hi mobile mein display karne ko hi desktop mode kaha jata hai .


desktop mode use karne ke kya fayde hai ?

:- desktop mode use karne ke bahut fayde Hai ,
Internet par bahut sari Aise website available hai website available hai joo kuch  Aise features available karwati hai Jo sirf desktop version mode Par hi use kar sakte hain .

Sidee sabdo me kahe too Kisi bhi website ke hide features mobile mein show nahi hote hain woh Hum desktop version mode enable Karke Unka use kar sakte hain .
example :- Facebook desktop mode and YouTube desktop mode
Facebook desktop site or YouTube desktop site par bahut Sare  features hai jo mobile phone site view par available nahi hote hai , agar mobile phone par desktop mode use karke un hide features ka easily use kar sakte hain .


Toh aaj Hum Yaha 4 aise Browser me desktop version mode Kaise enable Kare uske baare mein baat karenge
1. - Chrome desktop mode 

2. - firefox desktop mode 

3. - Puffin desktop mode 

4. - UC Browser desktop mode


1. -  Chrome browser Me desktop mode kaise enable kare


1-Toh sabse Pehle Aap Ko Chrome browser open karna hai
2- uske baad Top par 3 dots ko open kare 3 - desktop site ko click kare
ab aapka browser desktop mode site me open ho gaya hai

Chrome browser desktop mode




2. - firefox browser me desktop mode Kaise enable kare

  Firefox me bee bilkul Chrome Ki Tarah hi 3 dots per click Karke click Karke request desktop mode click karna hai

App Image me dek sakte hai

Firefox browser desktop mode



3. - Puffin browser me desktop mode kaise enable kare

Puffin browser me be bilkul Chrome or Firefox Ki Tarah hi 3 dots per click Karke request desktop site ko click karna hai

Puffin browser desktop mode

App Image me dek sakte hai




4. - UC browser me desktop mode kaise enable kare

UC Browser main desktop mode enable karne ke liye Chrome, firefox or puffin se thoda alag step follow karne padenge
1. - sabse Pehle AapKo 3 lines per click karna hai
2. - uske baad aapko setting ke icon par par icon par par click karna hai


UC browser desktop mode





3. - setting open hone ke baad apko browsing setting browsing setting ko open karna hai
4. - browsing setting open hone par aapko slide Karke sabse Neeche jana slide Karke sabse Neeche jana hai aur website preferences ko open karna hai

UC browser desktop mode




5. - website preferences open hone par aapko 4 option Milenge (Google , Twitter , Yahoo, others ) inme se app jisko desktop Mode Par dekhna Chahte Hain Uske Aage 3 dots per click Karke - lite mode , mobile mode , desktop mode enable kar sakte hain .
Uc browser desktop mode




Thanks for Reading this article



0 comment:

Post a Comment

GET FREE LAST UPDATE

अगर आप अपने ईमेल इनबॉक्स में नयी पोस्ट के NOTIFICATION प्राप्त करना चाहते हैं तो अभी Alltechhindiifo.com को सब्सक्राइब करें सब्सक्राइब करने बाद आपके ईमेल पर एक लिंक आएगा उस पर क्लिक करके कन्फर्म जरुर करें

Search This Blog

Blog Archive